Jalwa, az baske, taqaza-e nigah karta hai, November 18, 2022 by ayubkhanayub Jalwa az baske taqaza-e nigah karta hai Jawhar-e aina bhi chahe hai mijgan hona.
Wan khud ara?i ko tha moti purone ka khayal, November 18, 2022 by ayubkhanayub Wan khud ara?i ko tha moti purone ka khayal Yan hujum-e ashk men tar-e nigah nayab tha.
Pakre jate hain farishton ke likhe par nahaq, November 17, 2022 by ayubkhanayub Pakre jate hain farishton ke likhe par nahaq admi ko?i hamara dam-e taihrir bhi tha?
So sweet are your lips, that my rival, November 16, 2022 by ayubkhanayub So sweet are your lips that my rival Tasting your abuse no distaste did show.
Hazrat-e naseh gar a?en, dida-o dil farsh-e rah, November 16, 2022 by ayubkhanayub Hazrat-e naseh gar a?en dida-o dil farsh-e rah Ko?i mujh ko ye to samjha do ke samjhaenge kya.
Sarfa hai, zabt-e ah men mera, wagar na main, November 15, 2022 by ayubkhanayub Sarfa hai zabt-e ah men mera wagar na main T?oma hun ek hi nafas-e jan gudaz ka.
Bad gumani ne na chaha use sargarm-e khiram, November 15, 2022 by ayubkhanayub Bad gumani ne na chaha use sargarm-e khiram Rukh pe har qatra ?araq dida-e hairan samjha.
Tangi-e dil ka gila kya, ye wo kafir dil hai, November 11, 2022 by ayubkhanayub Tangi-e dil ka gila kya ye wo kafir dil hai Ke agar tang na hota to pareshan hota.
Ha?wa-e-sair-e-gul, ?aina-e-bemehri-e-qatil, November 11, 2022 by ayubkhanayub Ha?wa-e-sair-e-gul ?aina-e-bemehri-e-qatil Ke andaz-e bekhun ghaltidan-e bismil pasand aya.
Hue mar ke ham jo ruswa, hue kyun na gharq-e darya, November 11, 2022 by ayubkhanayub Hue mar ke ham jo ruswa hue kyun na gharq-e darya Na kabhi jinaza uthta na kahin mazar hota.