Sab ke dil men hai jagah teri, jo tu razi hua, May 8, 2022 by ayubkhanayub Sab ke dil men hai jagah teri jo tu razi hua Mujh pe goya ik zamana mehr?ban ho jaega.
ah, wo jur?at-e faryad kahan, May 7, 2022 by ayubkhanayub ah wo jur?at-e faryad kahan Dil se tang a ke jigar yad aya.
Ne tha kuchh, to khuda tha, kuchh na hota, to khuda hota, May 6, 2022 by ayubkhanayub Ne tha kuchh to khuda tha kuchh na hota to khuda hota Doboya mujh ko hone ne na hota main to kya hota!
?Ishrat-e para-e dil, zakh?m-e tamanna khana, May 3, 2022 by ayubkhanayub ?Ishrat-e para-e dil zakh?m-e tamanna khana Lazzat-e rish-e jigar gharq-e namakdan hona.
?etbar-e ishq ki khana-kharabi dekhna, May 3, 2022 by ayubkhanayub ?etbar-e ishq ki khana-kharabi dekhna Ghair ne ki ah! lekin wo khafa mujh par hua.
Rabt yak shiraza-e waih?shat hain ajza?-e bahar, May 2, 2022 by ayubkhanayub Rabt yak shiraza-e waih?shat hain ajza?-e bahar Sabza begana saba awara gul na ashna.
?Arz-e niaz-e ?ishq ke qabil nahin raha, May 2, 2022 by ayubkhanayub ?Arz-e niaz-e ?ishq ke qabil nahin raha Jis dil pe naz tha mujhe wo dil nahin raha.
Sang uthaya tha, ke sar yad aya. May 2, 2022 by ayubkhanayub Sang uthaya tha ke sar yad aya.Again I remember those tearful eyes
Farsh se ta ?arsh, wan, tufan tha mawj-e rang ka, May 1, 2022 by ayubkhanayub Farsh se ta ?arsh wan tufan tha mawj-e rang ka Yan zamin se asman tak sokhtan ka bab tha.