Dil-e-hasrat zada tha ma?ida-e-lazzat-e-dard, September 27, 2022 by ayubkhanayub Dil-e-hasrat zada tha ma?ida-e-lazzat-e-dard Kam yaron ka baqadre lab-o-dandan nikla.
Khana-zad-e zulf hain, zanjir se bhagen?ge kyun, September 27, 2022 by ayubkhanayub Khana-zad-e zulf hain zanjir se bhagen?ge kyun Hain giriftar-e wafa zindan se ghabra?enge kya?
Wohi ik bat hai, jo yan nafas, wan, nik?hat-e gul hai, September 26, 2022 by ayubkhanayub Wohi ik bat hai jo yan nafas wan nik?hat-e gul hai Chaman ka jalwa ba?is hai miri rangin na?wai ka.
Wa kar diye hain, shawq ne, band-e niqab-e hus?n, September 26, 2022 by ayubkhanayub Wa kar diye hain shawq ne band-e niqab-e hus?n Ghair az nigah ab ko?i ha?il nahin raha.
Nam ka mere hai, jo dukh kisi ko na mila, September 26, 2022 by ayubkhanayub Nam ka mere hai jo dukh kisi ko na mila Kam men mere hai jo fitna ke barpa na hua.
Jata hun dagh-e hasrat-e hasti liye hue, September 24, 2022 by ayubkhanayub Jata hun dagh-e hasrat-e hasti liye hue Hun sham?e kushta dar khure maih?fil nahin raha.
Tu, aur su-e ghair, nazar-ha-e tez tez ! September 24, 2022 by ayubkhanayub Tu aur su-e ghair nazar-ha-e tez tez !Main aur dukh tiri mija-ha-e daraz ka !
Tum se beja hai mujhe, apni tabahi ka gila, September 22, 2022 by ayubkhanayub Tum se beja hai mujhe apni tabahi ka gila Us men kuchh shaeba-e khubi-e taqdir bhi tha.
Shawq, har rang raqib-e-sar o saman nikla, September 21, 2022 by ayubkhanayub Shawq har rang raqib-e-sar o saman nikla Qais taswir ke parde men bhi ?uryan nikla.
Huma na umidi, huma badgumani, September 21, 2022 by ayubkhanayub Huma na umidi huma badgumani Main dil hun fareb-e wafa khurdagan ka.