Shumar-e-sub?ha marghub-e but-e-mushkil pasand aya, November 28, 2022 by ayubkhanayub Shumar-e-sub?ha marghub-e but-e-mushkil pasand aya Tamasha-e beyak kaf burdan-e-sad dil pasand aya.
Sata?ishgar hai zahid, is qadar, jis bagh-e-rizwan ka, November 28, 2022 by ayubkhanayub Sata?ishgar hai zahid is qadar jis bagh-e-rizwan ka Wo ik guldasta hai ham be khudon ke taq-e-nisiyan ka.
Bedad-e ?ishq se nahin darta, magar, ASAD, November 28, 2022 by ayubkhanayub Bedad-e ?ishq se nahin darta magar ASAD Jis dil pe naz tha mujhe wo dil nahin raha.
Na mara, jan kar be jurm, ghafil, meri gardan par, November 27, 2022 by ayubkhanayub Na mara jan kar be jurm ghafil meri gardan par Raha manind-e khun-e begunah haq ashnai ka.
Na hoga, yak biyaban mandgi se, zawq kam mera, November 26, 2022 by ayubkhanayub Na hoga yak biyaban mandgi se zawq kam mera Hubab-e mawja-e raftar hai naqsh-e-qadam mera.
Nala-e dil ne diye awraq-e lakht-e dil be bad, November 25, 2022 by ayubkhanayub Nala-e dil ne diye awraq-e lakht-e dil be bad Yadgar-e nala yak diwan-e be shiraza tha.
Miri t?amir men muz?mir hai, ik surat kharabi ki, November 24, 2022 by ayubkhanayub Miri t?amir men muz?mir hai ik surat kharabi ki Hayula barq-e-khirman ka hai khun-e-garm daih?kan ka.
Main hun, aur afsurdagi ki arzu, GHALIB! ke dil, November 24, 2022 by ayubkhanayub Main hun aur afsurdagi ki arzu GHALIB! ke dil Dekh kar tarz-e tapak-e aih?l-e duniya jal gaya.
Dhamki men mar gaya, jo na bab-e-nabard tha, November 24, 2022 by ayubkhanayub Dhamki men mar gaya jo na bab-e-nabard tha Ishq-e nabard pesha talabgar-e-mard tha.
Lab-e khushk dar tishnagi, murdagan ka, November 23, 2022 by ayubkhanayub Lab-e khushk dar tishnagi murdagan ka Ziyarat kada hun dil azurdagan ka.