Main ?adam se bhi pare hun, warna, ghafil! bar-ha, August 18, 2022 by ayubkhanayub Main ?adam se bhi pare hun warna ghafil! bar-ha Meri ah-e atishin se bal-e ?anqa jal gaya.
Darmandgi men GHALIB! kuchh ban pare to janun, August 14, 2022 by ayubkhanayub Darmandgi men GHALIB! kuchh ban pare to janun Jab rishta begirah tha nakhun girah-kusha tha.
Nazar men hai hamari, jada-e rah-e fana GHALIB, August 12, 2022 by ayubkhanayub Nazar men hai hamari jada-e rah-e fana GHALIB Ke ye shiraza hai ?alam ke ajza-e pareshan ka.
Jati hai ko?i, kashme?kash andoh-e-ishq ki, August 12, 2022 by ayubkhanayub Jati hai ko?i kashme?kash andoh-e-ishq ki Dil bhi agar gaya to wohi dil ka dard tha.
Dil men zawq-e-wasl-o yad-e yar tak baqi nahin, August 12, 2022 by ayubkhanayub Dil men zawq-e-wasl-o yad-e yar tak baqi nahin ag is ghar men lagi aisi ke jo tha jal gaya.
Thi khabar garm ke GHALIB ke urenge purze, August 12, 2022 by ayubkhanayub Thi khabar garm ke GHALIB ke urenge purze Dekhne ham bhi gaye the pe tamasha na hua.
Us ki ummat men hun main, mere rahen kyun kam band, August 9, 2022 by ayubkhanayub Us ki ummat men hun main mere rahen kyun kam band Waste jis shah ke GHALIB gumbad-e bedar khula.
Koh?kan naqqash-e yak tamsal-e shirin tha, ASAD August 8, 2022 by ayubkhanayub Koh?kan naqqash-e yak tamsal-e shirin tha ASADSang se sar mar kar howe na paida ashna.
Bijli ik kawnd gai ankhon ke age, to kya! August 7, 2022 by ayubkhanayub Bijli ik kawnd gai ankhon ke age to kya!Bat karte ke main lab tishna-e taqrir bhi tha.
Ghalati ki ke jo kafir ko musalman samjha. August 6, 2022 by ayubkhanayub Ghalati ki ke jo kafir ko musalman samjha.Phir mujhe dida-e tar yad aya