Hui takhir to kuchh b?ais-e takhir bhi tha, July 19, 2022 by ayubkhanayub Hui takhir to kuchh b?ais-e takhir bhi tha ap ate the magar ko?i ?inan-gir bhi tha!
Kiya a?ina-khane ka, wo naqsha, tere jalwe ne, July 17, 2022 by ayubkhanayub Kiya a?ina-khane ka wo naqsha tere jalwe ne Kare jo partav-e-khurshid-e-?alam shabnamistan ka.
Haif, us char girah kapre ki qismat, GHALIB! July 16, 2022 by ayubkhanayub Haif us char girah kapre ki qismat GHALIB!Jis ki qismat men ho ?ashiq ka gireban hona.
Ye, qatil, w?a?ada-e sabr-azma kyun? July 14, 2022 by ayubkhanayub Ye qatil w?a?ada-e sabr-azma kyun?Ye kafir fitna-e taqat ruba kya?
Main ne Majnun pe larakpan men ASAD, July 14, 2022 by ayubkhanayub Main ne Majnun pe larakpan men ASAD Sang uthaya tha ke sar yad aya.
Qasid ko apne hath se gardan na mariye, July 11, 2022 by ayubkhanayub Qasid ko apne hath se gardan na mariye Us ki khata nahin hai ye mera qusur tha.
Hain baske josh-e bada se shishe uchhal rahe, July 9, 2022 by ayubkhanayub Hain baske josh-e bada se shishe uchhal rahe Har gosha-e bisat hai sar shisha-baz ka.
Ahbab chara sazi-e-waih?shat na kar sake, July 9, 2022 by ayubkhanayub Ahbab chara sazi-e-waih?shat na kar sake Zindan men bhi khayal biyaban na?ward tha.
B?ad ik ?umr-e war?a , bar to deta bare, July 7, 2022 by ayubkhanayub B?ad ik ?umr-e war?a bar to deta bare Kash Rizwan hi dar-e yar ka darban hota!
Yearning, my excuses, if I don?t sigh, July 7, 2022 by ayubkhanayub Yearning my excuses if I don?t sigh My soul?s too sick I now realise.