Tha gurezan mija-e yar se dil ta dam-e marg, July 7, 2022 by ayubkhanayub Tha gurezan mija-e yar se dil ta dam-e marg Daf?a-e paikan-e qaza is qadar asan samjha.
Tamanna-e zuban maih?v-e sipas-e bezubani hai, July 7, 2022 by ayubkhanayub Tamanna-e zuban maih?v-e sipas-e bezubani hai Mita jis se taqaza shikwa-e be dast-o-pai ka.
Tire w?ade pe jiye ham, to ye jan jhut jana, July 6, 2022 by ayubkhanayub Tire w?ade pe jiye ham to ye jan jhut jana Ke khushi se mar na jate agar ?etbar hota.
Furogh-e sh?ola-e khas yak nafas hai, July 6, 2022 by ayubkhanayub Furogh-e sh?ola-e khas yak nafas hai Ha?was ko pas-e namus-e wafa kya!
Ha?was ko hai nishat-e kar kya kya! July 6, 2022 by ayubkhanayub Ha?was ko hai nishat-e kar kya kya!Na ho marna to jine ka maza kya !
Jalwa-e gul ne kya tha, wan chiraghan abju, July 5, 2022 by ayubkhanayub Jalwa-e gul ne kya tha wan chiraghan abju Yan ra?wan mijgan-e chashm-e tar se khun-e nab tha.
Rekhte ke tumhin ustad nahin ho GHALIB! July 5, 2022 by ayubkhanayub Rekhte ke tumhin ustad nahin ho GHALIB!Kaih?te hain agle zamane men ko?i Mir bhi tha.
Naqsh faryadi hai kis ki shokhiye tahrir ka, July 3, 2022 by ayubkhanayub Naqsh faryadi hai kis ki shokhiye tahrir ka Kaghazi hai pair?han har paikar-e-taswir ka.
Kaih?te ho na denge ham, dil agar para paya, July 3, 2022 by ayubkhanayub Kaih?te ho na denge ham dil agar para paya Dil kahan ke gum kije ham ne mud?da?a paya.
Munh na khulne par hai wo?alam ke dekha hi nahin, July 2, 2022 by ayubkhanayub Munh na khulne par hai wo?alam ke dekha hi nahin Zulf se barh kar niqab us shokh ke munh par khula.