Hua jab, gham se, yun behis, to gham kya sar ke katne ka! May 28, 2022 by ayubkhanayub Hua jab gham se yun behis to gham kya sar ke katne ka!Na hota gar juda tan se to zanu par dhara hota.
Bazm-e shaih?inshah men, ash?ar ka daftar khula, May 28, 2022 by ayubkhanayub Bazm-e shaih?inshah men ash?ar ka daftar khula Rakhio ya rab ye dar-e ganjina-e gaw?har khula.
Aih?l-e binash ne be hairat-kada-e shokhi-e naz, May 27, 2022 by ayubkhanayub Aih?l-e binash ne be hairat-kada-e shokhi-e naz Jaw?har-e aine ko tuti-e bismil bandha.
Kave kave sakht jani?haye tanhai na puchh, May 26, 2022 by ayubkhanayub Kave kave sakht jani?haye tanhai na puchh Sub?ha karna sham ka lana hai jue-shir ka.
Dar pe raih?ne ko kaha, aur kaih ke kaisa phir gaya, May 26, 2022 by ayubkhanayub Dar pe raih?ne ko kaha aur kaih ke kaisa phir gaya Jitne ?arse men mira lipta hua bistar khula.
Ghuncha phir laga khilne, aj ham ne apna dil, May 26, 2022 by ayubkhanayub Ghuncha phir laga khilne aj ham ne apna dil Khun kiya hua dekha gum kiya hua paya.
Kis se maihrumi-e qismat ki shikayat kije, May 25, 2022 by ayubkhanayub Kis se maihrumi-e qismat ki shikayat kije Ham ne chaha tha ke mar ja?en so wo bhi na hua.
Falak ko dekh ke karta hun usko yad, ASAD, May 25, 2022 by ayubkhanayub Falak ko dekh ke karta hun usko yad ASAD Jafa men us ki hai andaz kar-farma ka.
Hunuz ik partav-e naqsh-e khayal-e yar baqi hai, May 24, 2022 by ayubkhanayub Hunuz ik partav-e naqsh-e khayal-e yar baqi hai Dil-e afsurda goya hujra hai Yusuf ke zindan ka.
Daih?r men, naqsh-e-wafa waj?h-e-tasalli na hua, May 24, 2022 by ayubkhanayub Daih?r men naqsh-e-wafa waj?h-e-tasalli na hua Hai ye wo lafz ke sharminda-e ma?ani na hua.