Skip to content
A Centre of Art, Culture & Literature
  • Administration
  • Aiwan-e-Ghalib
    • Library
    • Seminar Hall
    • Museum
  • Events
  • Activities
    • Humsub Darama
  • Publications
  • Courses
  • Videos
  • Contact

Sher

Sab ke dil men hai jagah teri, jo tu razi hua,

May 8, 2022 by ayubkhanayub
Sab ke dil men hai jagah teri
jo tu razi hua
Mujh pe
goya
ik zamana
mehr?ban ho jaega.
Categories Sher

ah, wo jur?at-e faryad kahan,

May 7, 2022 by ayubkhanayub
ah
wo jur?at-e faryad kahan
Dil se tang a ke
jigar yad aya.
Categories Sher

Ne tha kuchh, to khuda tha, kuchh na hota, to khuda hota,

May 6, 2022 by ayubkhanayub
Ne tha kuchh
to khuda tha
kuchh na hota
to khuda hota
Doboya mujh ko hone ne
na hota main
to kya hota!
Categories Sher

?Ishrat-e para-e dil, zakh?m-e tamanna khana,

May 3, 2022 by ayubkhanayub
?Ishrat-e para-e dil
zakh?m-e tamanna khana
Lazzat-e rish-e jigar
gharq-e namakdan hona.
Categories Sher

?etbar-e ishq ki khana-kharabi dekhna,

May 3, 2022 by ayubkhanayub
?etbar-e ishq ki khana-kharabi dekhna
Ghair ne ki ah! lekin wo khafa mujh par hua.
Categories Sher

Rabt yak shiraza-e waih?shat hain ajza?-e bahar,

May 2, 2022 by ayubkhanayub
Rabt yak shiraza-e waih?shat hain ajza?-e bahar
Sabza begana
saba awara
gul na ashna.
Categories Sher

?Arz-e niaz-e ?ishq ke qabil nahin raha,

May 2, 2022 by ayubkhanayub
?Arz-e niaz-e ?ishq ke qabil nahin raha
Jis dil pe naz tha mujhe
wo dil nahin raha.
Categories Sher

Sang uthaya tha, ke sar yad aya.

May 2, 2022 by ayubkhanayub
Sang uthaya tha
ke sar yad aya.Again I remember those tearful eyes
Categories Sher

Farsh se ta ?arsh, wan, tufan tha mawj-e rang ka,

May 1, 2022 by ayubkhanayub
Farsh se ta ?arsh
wan
tufan tha mawj-e rang ka
Yan
zamin se asman tak
sokhtan ka bab tha.
Categories Sher

ashuftagi ne naqsh-e-suwaida kiya durust,

April 30, 2022 by ayubkhanayub
ashuftagi ne naqsh-e-suwaida kiya durust
Zahir hua ke dagh ka sarmaya dud tha.
Categories Sher
Post navigation
Older posts
Newer posts
← Previous Page1 … Page23 Page24 Page25 … Page28 Next →

[forminator_form id="5547"]

  • Facebook
  • YouTube
  • Twitter
© 2026 • ghalib-institute.com, GeneratePress
X