Teri nazuki se jana ke bandha tha ?aih?d boda, November 1, 2022 by ayubkhanayub Teri nazuki se jana ke bandha tha ?aih?d boda Kabhi tu na tor sakta agar ustuwar hota.
Dikhaun?ga tamasha, di agar fursat zamane ne, November 1, 2022 by ayubkhanayub Dikhaun?ga tamasha di agar fursat zamane ne Mira har dagh-e dil ik tukh?m hai sarv-e-chiraghan ka.
Wo miri chin-e jabin se gham-e pinhan samjha, October 29, 2022 by ayubkhanayub Wo miri chin-e jabin se gham-e pinhan samjha Raz-e maktub be berabti-e ?unwan samjha.
Tha khwab men khayal ko tujh se mu?amla, October 28, 2022 by ayubkhanayub Tha khwab men khayal ko tujh se mu?amla Jab ankh khul gayi na zian tha na sud tha.
Yusuf us ko kahun, awr kuch na kahe, khair hui October 27, 2022 by ayubkhanayub Yusuf us ko kahun awr kuch na kahe khair huiGar bigar baithe to main la?iq-e t?azir bhi tha.
Kya rahun ghurbat men khush, jab ho ha?wadis ka ye hal, October 27, 2022 by ayubkhanayub Kya rahun ghurbat men khush jab ho ha?wadis ka ye hal Nama lata hai watan se namabar aksar khula.
Dil se ha?wa-e kisht-e wafa mit gayi ke wan, October 27, 2022 by ayubkhanayub Dil se ha?wa-e kisht-e wafa mit gayi ke wan Hasil siwa-e hasrat-e hasil nahin raha.
Muhabbat thi chaman se, lekin, ab ye bedimaghi hai, October 26, 2022 by ayubkhanayub Muhabbat thi chaman se lekin ab ye bedimaghi hai Ke mawj-e bu-e gul se nak men ata hai dam mera.
Na de name ko itna tul, GHALIB, mukhtasar likh de, October 26, 2022 by ayubkhanayub Na de name ko itna tul GHALIB mukhtasar likh de Ke hasrat-sanj hun ?arz-e sitam-ha-e judai ka.
Bandagi men bhi wo azada-o khud-bin hain, ke ham, October 25, 2022 by ayubkhanayub Bandagi men bhi wo azada-o khud-bin hain ke ham Ulte phir a?e dar-e k?a?aba agar wa na hua.