Yak zarra-e zamin, nahin bekar bagh ka October 23, 2022 by ayubkhanayub Yak zarra-e zamin nahin bekar bagh kaYan jada bhi fatila hai lale ke dagh ka.
Yak qadam waih?shat se, dars-e daftar-e imkan khula, October 23, 2022 by ayubkhanayub Yak qadam waih?shat se dars-e daftar-e imkan khula Jada ajza-e do ?alam dasht ka shiraza tha.
Baske dushwar hai, har ik kam ka asan hona, October 22, 2022 by ayubkhanayub Baske dushwar hai har ik kam ka asan hona admi ko bhi muyassar nahin insan hona.
Dil men phir, girya ne ik shor uthaya GHALIB ! October 22, 2022 by ayubkhanayub Dil men phir girya ne ik shor uthaya GHALIB !ah! jo qatra na nikla tha so tufan nikla.
Har bun-e-mu se, dam-e zikr, na tapke khun-nab, October 21, 2022 by ayubkhanayub Har bun-e-mu se dam-e zikr na tapke khun-nab Hamze ka qissa hua ?ishq ka charcha na hua.
Dil usko paihle hi naz-o ada se de baithe, October 20, 2022 by ayubkhanayub Dil usko paihle hi naz-o ada se de baithe Hamen dimagh kahan hus?n ke taqaza ka!
Zaih?ra, gar, aisa hi sham-e gham men hota hai ab, October 18, 2022 by ayubkhanayub Zaih?ra gar aisa hi sham-e gham men hota hai ab Partav-e maih?tab sail-e khan-numan ho jaega.
Bar ru-e shash jehat, dar-e a?ina baz hai, October 17, 2022 by ayubkhanayub Bar ru-e shash jehat dar-e a?ina baz hai Yan imtiaz-e naqis-o kamil nahin raha.
Bagh-e-shagufta tera bisat-e nishat-e dil, October 17, 2022 by ayubkhanayub Bagh-e-shagufta tera bisat-e nishat-e dil Abr-e bahar khum kada kiske dimagh ka?
Thi naw amoz-e-fana, himmat-e-dushwar pasand, October 16, 2022 by ayubkhanayub Thi naw amoz-e-fana himmat-e-dushwar pasand Sakht mushkil hai ye kam bhi asan nikla.